- Channel: Hum Tv
- Drama: Shehr e Zaat
- OST: Shehr e Zaat OST – Yaar Ko Humne
- Orignel Album: Raqs E Bismil
- Singer: Abida Parveen
- Poetry: Hazrat Shah Niaz
- Composer: Muzaffar Ali
- D.O.P: Khizar Ali
- Writer: Umera Ahmed
- Director: Sarmad Sultan Khoosat
- Cast: Mahira Khan, Meekal Zulfiqar, Mohib Mirza, Fazila Qaisar, Farooq Zameer, Samina Pirzada and Aliya Imam
Download Audio
LYRICS
Manum-maa nayaz-mandi ke be to nayyaazdaara
Gham-e-choon to naaz-nini behzaar naaz-dara
Tuu-e-afataab, chashman wa jamaal tust roshan
Yaar ko humne ja-ba-ja dekha
Kahin zahir kahin chhupa dekha
Kahin mumkin hoa kahin wajib
Kahin fani kahin baqa dekha
Yaar ko humne ja-ba-ja dekha
Kahin zahir kahin chupa dekha
Kahien woh baadshaah-e-takht nasheen
Kahin kaasa liye gadaa dekha
Yaar ko humne ja-ba-ja dekha
Kahin zahir kahin chupa dekha
Kahin wo der libaas-e-mashokan Bar-sare naaz aur aada dekha
Kahin zahir jahin chupa dekha
Yaar ko humne ja-ba-ja dekha
Kahin aashiq niyaz ki soorat Seena Girya-o-dil jala dekha
Yaar ko humne ja-ba-ja dekha Kahin zahir kahin chupa dekha Yaar ko humne ja-ba-ja dekha


No comments:
Post a Comment